Wednesday, 16 March 2022

BSNL ka net kyon nahi chal raha hai | BSNL APN settings

By:   Last Updated: in: ,


Dosto aagr aap BSNL User hai. Or aapka BSNL Internet nahi chal raha hai. To aapko BSNL Internet Paper sahi nahi mil rahi hai. Or aap Google pe search kar rahe hai. bSNL ki Internet Speed kaise badhaye . BsNL Net speed kaise badhaye . BSnL Net barabar nahi chalne par kya kare . To Aaj ki ye post sirf aapke liye hai. 

BSNL ka net kyon nahin chal raha hai| BSNL APN settings


Kyoki agar aap apne phone me new sim lagate hai. Lekin aapke phone me BSNL internet Nahi chal raha hai. To eski ek Hi wajh ho skati hai. Ki aapke phone me BSNL APN Ki setting thik se nahi huyi hai. APN Matlab Access Points Name . 


Read more :- BsNL sim card releted Article link


BSNL ka net kyon nahin chal raha hai| BSNL APN settings

KyoKi aapke phone me kisi bhi Sim se internet chalne ke liye APN Settings hi important hoti hai. Agar aapke es setting me kuch gadbadi ho jaye . To aapki Internet speed slow ho skate hai. Yaa phir aapke phone me Net chalna band ho skata hai. 


To es problem ke liye aap BSNL Customer Care par call karke bhi BSNL APN settings maang skate hai. Yaa phir aap khud bhi Apne Mobile me es setting Ko kar sakte hai.  


To aaj ke es post ke madhyam se me aapko yahi batane wala hau . Ki aap apne phone me khud se BSNL APN ki Setting kis trah se kar skate hai. To chaliye post ko shuru karte hai. 

 


 Bsnl Internet APN सेटिंग

Step.1 BSNL Internet Chalane ke liye sabse pahle phone ki setting me jaaye m eske baad aap mobile Network me jaaye . To yaha par aapko APN Settings milegi . To aapko New APN banane ke liye Creat New Pe Tap kijiye . 



Step.2 Agar aap apne BSNL APN me kuch Change karna chahte hai. To yaha par Uplabdh APN me apne hisab se kuch bhi Add kar skate hai. 

 

Step.3 Eske alawa yaha Aap baaki ki fild Proxy , Port , Users , Name , Password , Server  , MMS , Proxy And MMS Port ko ese hi chhod dijiye Esse kuch bhi Change Nahi karni hai. 

BSNL ka net kyon nahin chal raha hai| BSNL APN settings


Aap apne MMC Or MNC me aapko badlaw karna hai. To ye aapke State Ke anusar alag - lag hota hai. MMC Ka matalb hota hai. Mobile Country Code Eske alawa MNC Ko 405 Kar dijiye . Eska matalb hota hai. Mobile Network Code . 

BSNL ka net kyon nahin chal raha hai| BSNL APN settings


Ya phir aap ko niche me aapke State ke anusar se Code diya gya hai. Aap jis bhi Rajay se hai. To aap es Code ka istemal kar skate hai. To aap niche me code ko dekh skate hai. 

MCC ओर MNC राज्यनुसार नीचे दी गयी है

 

404 34         BSNL Haryana 

404 38         BSNL Aasam 

404 51     BSNL Himachal pradesh

404 53           BSNL Punjab

404 54         BSNL U.P 

404 55           BSNL A.P  

404 57               BSNL Gujarat

404 58             BSNL M.P 

404 59             BSNL Rajasthan

404 62               BSNL Jamu kas. 

404 64             BSNL Channeei 

404 66         BSNL Maharashtra

404 71           BSNL Karnataka 

404 72           BSNL Kerla 

404 73                BSNL A.P  

404 74         BSNL West Bengal 

404 75           BSNL Bihar 

404 76             BSNL Odisha

404 77           BSNL North East

404 79       BSNL Andaman Ni

404 80         BSNL Tamilanadu

404 81           BSNL kolkata

 

4.Aab aap apne BSNL APN settings ko save kar dijiye ?

 

Eske baad aapko apne phone ko ek baar band karke chalu kar lena hai. Yaani ki Restart kar lena hai. Aan aapke phone me se APN 1 Apply ho jayegi . Or aapke Slow Internet Speed ki problem thik ho jayegi . 

 

To dosto umeed karta hau. Ki es BSNL Setting ko karne ke baad aapke phone me Internet chalne lagega . To agar aapko Aaj ki ye janakari achha laga ho. To ese apne dosto ko bhi share kijiyega . 


Dosto or bhi BSNL Sim Card se related or bhi janakari aap chahte hai. To eske liye aap uper me diye gaye link par jarur click kare . Taaki aap BSNL Sim card se Releted janakari aapko mil sake .


Or agar aap ka es post se sambandhit koi sawal hai. To aap niche me diye gaye comment box me puch skate hai. 


To aaj ke liye itna hi ab ham chalte hai. Phir milenge new post ke sath tab tak hamare blogg ke ant tak bane rahne ke liye aap sabhi logo ko dil se dhanywad ,,,,,,


बीएसएनएल का नेट क्यों नहीं चल रहा है? । बीएसएनल की स्पीड कैसे बढ़ाएं? । BSNL network problem Today । BSNL ka net kyu nahi chal raha hai । BSNL APN settings । BSNL ka network kaisa hai । BSNL internet not working in Android

BSNL 3G network problem । BSNL network problem complaint । BSNL Customer Care Number । BSNL network problem number । BSNL 4G network problem । BSNL mobile data not working in Samsung । BSNL net setting । BSNL network problem in Kolkata today । How to activate BSNL 4G internet



No comments:
Write comment