Namaskar dosto,Aaj me aapke sath share karne jaa raha hu,kisi bhi sim ko Aap Online Sim Kaise Band kare,Or Kaise baat band kar skate hai.Es tricks se aap Airtel,Jio, Vodafone, Idea, Bsnl sim card online band kara sakte hai.wo aapne ghar se to aaye jante hai.Online sim kaise band kare.
Dosto kisi bhi sim ko Online band karne se pahle aapke paas kya - kya hona chahiye.. Uske bare me baat karte hai.Me jo aapko bata raha hu.Agar apke paas nahi hai.To aap us sim ko band nahi kara sakte hai.
Online sim card band karne ke liye kya document hona chahiye
Online sim card band karne ke liye us sim ki detail's aapke paas hona chahiye, Jese:- Sim kiske Name par hai.Sim card ko band karane ka rijan kya hai,Sim ka last recharge kitne ka kiya tha.Matlab Sim ki puri jankari aapke paas hona chahiye , uske baad aap Kisi bhi Sim ko band kara skate hai, Chahe wo sim aapka hai,Yaa phir kisi dusre ka lekin us sim ki jankari aapke paas hona chahiye , To chaliye aab baat karte hai, Sim card band kaise kare.
Online Sim kaise band kare
Online sim band karna bahut hi aasan hai,Bas aapko us Sim ki Customer care ka number pata hona chahiye , Jese:- Maan lijiye mujhe Jio ka Sim band karna hai, Aap 198 , Yaa 121 par call karke Sim card block kara skate hai, Esi prakar se aap sabhi Sim ko Online Band kara sakte hai, Me aapko puri jaankari ke sath share karne wala hu, To aaye me sabse pahle Online Sim band kaise kare , Ke bare me janate hai.
Online Jio ka Sim kaise band kare
1.Jio ka Sim band karne ke liye sabse pahle ApKo Jio Customer care 198 Yaa 121 Par call karna hai.
2. Uske baad Jio customer care se apni call connect karna hai, Matlab baat karna hai.Uske baad Sim band karne ka matlab batana hai, Matlab aap customer care ko kuch bhi bata shakte hai.
3.Jese:- sar mera Sim kho gya hai.Mobile chori ho gya hai,Mere paas jio ka do sim hai.
4. Uske baad aapse us sim ki puri details mange jayega , Jo aapko sahi - sahi batana hai.
Uske baad aapka sim band kar diya jayega .
( Note ) Es parkar se aapka Sim band ho jayega , Agar aap wahi sim ko dobara chalu karne chahte hai, To aap phir se customer care number par call karna hai.or apna sim ka number batana hai.Uske baad aapse kuch sim ki jankari lega,uske baad aapka sim chalu kar dega.
Aab baat karte hai, Airtel sim band kaise kare Esme bhi sem proses hai.Jese ki aapne Jio sim band karne ka steps samjhe hai.usi prakar Airtel Sim ko aap band kara skate hai.
Online Airtel sim kaise band kare
Sabse pahle Airtel customer care 198 yaa 121 par call karna hai,uske baad aapna mobile number batana hai, Jo aap sim band karna chhate hai,
Uske baad sim band karne ka karan share karna hai, last me aapko sim details mangei jaayegi uske baad aapka sim ko band kar diya jayega.
( Note ) Yaad rakhe Sim band karte samay.galat jankari naa de,nahi to aapka sim kabhi band nahi kiya jayega .Sahi jaankari par hi aapka sim band kiya jayega es baat ko yaad rakhna hai.
Es prakar se aap kisi ka bhi sim band kar skate hai, sirf us sim ki jankari aapke paas hona chaiye Lekin aap kisi dusre ka sim band mat karna , kyonki warna aapke uper karvai bhi ho sakta hai.
Aab baat karte hai, Agale sim ke baare me , Dosto me aapKo batana chahta hu chahe Sim Jio ,ho yaa Airtel , Vodafone, Idea , BSNL, sabhi sim esi prakar band kar band hota hai,
Bas aapko sim ki customer care ka number pata hona chaahiye . Me aapko Jio, or Airtel Sim band karne ka customer care ka number bata diya hu.Or sim band karne ka jankari bhi de diya hu.
Agar aapke paas vodafone ,idea ,. Bsnl sim hai,to aapko uski customer care ke paas phone laga kar band kara sakte hai, Bas aapKo us sim ki jankari dena hai. Or sim band karne ka karan batana hai.uske baad kuch hi minat me aapka sim band ho jaayega.
Online Vodafone sim kaise band kare
Vodafone sim band karne ke liye 198 Yaa 121 par call kare,or Aap apni details de Uske baad aapka sim band kar diya jayega.
Idea sim band kaise kare
Idea sim band karne ka customer care 121,198 number hai.Jiski madad se aap bahut hi aasani se kisi bhi sim ko band kara sakte hai.
Bsnl sim band kaise kare
Bsnl sim band karne ka customer care number | India Customer
LandLine
1500 from BSNL mobile or
Landline
1800-345-1500 from other operator mobile or Landline
GSM Postpaid / Prepaid:
1503 from BSNL mobile or
Landline
1800-180-1503 from other operator mobile or Landline
Broadband
1504 from BSNL mobile or
Landline
1800-345-1504 from other operator mobile or Landline
WLL / CDMA
1502 from BSNL mobile or
Landline
1800-180-1502 from other operator mobile or Landline
Enterprise Services( MPLS VPN / ILL / MNS / Bulk SMS / Dark Fibre etc)
Toll Free No-18004257007
SMS Short Code for BSNL-57007
SMS Other Operators-9482157007
Email Id-ebenquiry@bsnl.co.in
Leased Line Call Centre: 1800-425-1957
Dosto aaj aapne sikha ki online sim band kaise kare ke baare me full details ,To ye post aapko kaise laga hame comment box me bataye or es trick se aapka sim band nahi ho raha hai.To aap ye bhi bata sakte hai.Me aapki helps karne ki puri koshish karunga.Aaj ke liye itna hi phir milte hai. Agale post me Tab Tak ke liye Jay Hind Jay Bharat ….
Mera pura post ko padhne ke liye aapka bahut - bahut dhanyawad
No comments:
Write comment